Search

Jholi

Jholi

Jholi

झोली, jholī

A bag worn by Natha yogins. They store small items, money, etc. in it. In puja for Gorakshanath, it is used as an offering.

jholī-mantr

sat namo ādeś | guru jī ko ādeś | om gurujī | kahore bālak kaun jholīdīnhī om gurujī ādaśkti ne alaṣ puruṣ ko jholī dīnhī | alakh bhiṣyā siddh jholī sādh siddh ki saburī om jholī ālī āve jholī jāve cete jholī dhūnī jamāī | barse ākāś nipaje dhartrī siddh santā līnā jholī | akāl dhīnā nirās jholī sat kī cipī guru mukh bolī | ād kā panth dharm se kamāī | kāl se anabhaī sādhū sidh ko rākhī | nirbhaya jholī duṣṭan ko mār bhagāī | jo mantr paṛh jholī leve | so yogī bhavasāgar tar jāve nā paṛhe to yogī narak ko jāve | śrī śambhujatī guru gorakṣanāth jī anant koṭ siddho me baiṭhakar sunāye | itanā jholī mantr sampūrṇ bhayā | śrī nāth jī gurujī ko ādeś | ādeś |


Share: